Hello doston : Aaj Ham batane Ja Rahe Hain Ki Chhattisgarh Mein Rahane wale padhe likhe vidharthi Aane Wale Samay ke liye Apna Rojgar panjiyan Kaise kara sakte hain vah bhi Ghar Baithe is method ke liye aap Ghar Baithe hi Rojgar panjiyan kara sakte hain iske liye aapko Rojgar Karyalay ka chakkar katane ki jarurat Nahin Hogi.
Kya Aapka Sahi Samay Tak Panjiyan Nahin hone ke Karan Kisi Mauke se Chup Gaye Hain kya panjiyan Karyalay mein lambi line Lagani padati Hai yadi aapko jawab han Hai To nishchit hi aapko is artical ko pura padhna chahie.
Kis artical ki madad se aap apna Rojgar panjiyan kara sakte hain is artical Ke Niche Ham Chhattisgarh ke Rojgar Portel ka web linnk uplabdh kara Denge.
Aaj ka Yug internet aur computer ka Yug hai aap apna kam smart tarike se Karen Naak ki Samanya trikon se agar aap apna Rojgar panjiyan smart tarike Se Karte Hain To aapko Rojgar panjiyan Karyalayon Ke Chakkar kaatne Nahin padenge.
Rojgar panjiyan kya hai.
Aapke pass Rojgar Ke Liye yogyata Hai Rojgar panjiyan Praman Patra hai jo pramanit karta hai ki aap Berojgar Hain.
panjiyan Karyalay Sabhi Jila Mukhyalay Mein Hota Hai Bina Karyalay panjiyan ke aap yadi kisi vicancy ke liye Form Bharte hain to use amanya kar diya jata hai.
Rojgar panjiyan Ki avashyakta Kyon hoti hai
Doston Rojgar panjiyan ki avashyakta se aap Sabhi Jarur avgat Honge Kyunki Bina Rojgar panjiyan ke Aap ka form radd kar diya Jata Hai Is liye avashyak hai ki yadi kisi post ke liye aavedan karen to Aapka Rojgar panjiyan hona avashyak hai bina Rojgar panjiyan ke aap Kisi Sarkari padon ke liye aavedan nahin kar sakte.
Ghar Baithe online Rojgar panjiyan Ke liye registration kaise karen
Sabse pahle aapko Upar Diye Gaye link Mein Jana Hoga jaise ki aap Upar Diye Gaye link ko click Karte Hain Aapke mobile laptop screen per Chhattisgarh Rojgar panjiyan ka adhikarik website khul jaega
aapko screenshot ke dwara dikhayen Hue Lal Kher Mein Dikhai Gaye candidate registration ko click karna hai
Jaise hi AAP candidate registration ko click karte hain Ek Naya page khulega jismein state district exchange ko select Ka Ant Mein Peele Rang Mein Diye Gaye capture ko Bhar ka submit kar dena hai
registration form khulega jismein screenshot ke dwara dikhaya anusar sabhi colum ko Bhar lena hai
Name - Apna Naam likhen
middle name - Apna Madhya Naam likhen
am last name - Apna antim Naam likhen
Father - Apne Pita ka naam likhen
Mother - Apne Mata ka naam likhen
Gender - Purush ya Mahila darj Karen
Date of birth - Apna Janm tarikh dalen
Cast - Apna jaati ka naam likhen
urban/rural - shahri yah Gramin darj Karen
mobile number - Apna Chalu mobile number darj Karen
Address - Apne vartman ghar ka pata dalen
pin code - Apne Shahar ka pin code dalen
verification mark - Apne Sharir mein sthit Koi Mark dalen Jo pahchan ke liye ho
upload your photo - Gift/Jpg/Jpeg easy file Mein apna photo upload Karen
Sabhi Jankari Bhar lene ke bad ant mein next button per click Karen
Aab Jaise hi next ko click karte hain niche screenshot khulega Joki user name aur password ka page hoga
is page mein aapko user login aur password bharna Hoga jisse note kar lena hai
Ab Punah homepage Mein a jana hai aur screenshot Mein dikhaya anusar user id aur password bharkar submit per click karna hai.
Abhi naya page khulega joki password badalne ka page Hoga aapko user ID Bhara Milega password Mein purana password Jo online mila tha use Bhar lena hai uske niche likhe new password aur confirm password submit kar dena hai naya password purane hi password ko Aage Piche Karke banaya ja sakte hain aur confirm password main bhi Badale password ko Bhar dena hai is Prakar aap ka Rojgar panjiyan karne Hetu prakriya purn Ho Gaya
Pune ek page khulega jismein 3 option Rahega pahla registration dusra change password exit ka aapko registration per click karna hai aur usmein Diye Vikalp edit registration per Ok kar dena hai.
Is Prakar aapka pura registration form edit ho jaega aap aap aap usmein Kuchh Bhi sanshodhan kar sakte hain yah badlav kar sakte hain aap qualification ko click karna hai FIR aap jisse jis kaksha ka registration karna chahte hain jaise 5vi,10vi,12vi, aadi Kamakshi Samne rakhkar avashyak Jankari ko Bhar lena hai.
Kaksha paanchvi(5वी)
Kaksha paanchvi ko update karne ki puri Jankari offer screenshot Mein Diya anusar select kar len
Exam passed-5th pass - select kar lena hai
Board - pahle se Raipur Rahega yadi dusra board hai to option mein se select Kar Lijiye
School - school name Bhar Lijiye
Medium - Hindi Diya Rahega dusre medium wale dusra select kar lena hai
Division - farst second third select kar lena hai
Percentage - pratishat bharna hai
Subject - all compulsory subject for 5th class Select kar lena hai
is Prakar Bhag lene ke bad Lal ghere Mein Diye Gaye next per click karna hai kaksha paanchvi ka Sabhi Vishay update ho jaega ant Mein sev kar dena hai
kaksha aathvin(8वी)
Ab Pune add qualification ko select kar kaksha aathvin ka bhi thik ISI Prakar karna hai exam pass mein 8 pass Rahega subject Mein all subject compulsory for 8th class select kar lene ke bad Next ko click karna hai aur save kar dena hai.
Kaksha dasvin(10वी)
ab Una Add qualification ko click kar dasvin ka Jankari bhi screenshot Mein Diye anusar Bharat ka sev kar lena hai
kaksha barahvin(12वी)
ab barahvin ka bharna hai iske liye aapko Pune add qualification ko click karna hai hi aap barahvin Mein Jis Vishay ka aap adhyayan kiye hain jaise art ya science bharka next ko click kar dena hai jisse Vishay update ho jaega ant Mein sev kar lena hai.
Is Prakar aapka Sabhi marksheet panjiyan list mein jud Jaega. Ab Aapko edit language per click karna hai aur jo page khulega usmein Diye Read,Write,Speak per click karne ke bad Kale ghere Mein Diye Gaye next ko click karna hai aur save kar dena hai.
Is Prakar aap ka online panjiyan purn ho gaya form ke ant Mein likhe back to home mein click kar wapas registration page per a jana hai.
Panjiyan ka print Kaise nikale
Ab Registration Par Pune click karna hai aur uske niche ke option ko click kar registration ka print kar lena hai.
Note:- doston is online Rojgar panjiyan Jise Apne print kiya hai use Lekar 15 Divas ke andar Mul dastavej ke sath Rojgar panjiyan Mein pramanit kar lena jaruri hai FIR aap Kisi bhi vacancy ke liye form Bhar sakte hain Bina panjiyan ke satyapan Ke Bina aap ka Rojgar panjiyan Purn Nahin hoga
doston to aapko yah Jankari upyogi Laga Ho To Share Jarur kar dena
0 Comments